16 Mar 2015

Best 23 March Pakistan Day 2015 Sms/Shayari

Best 23 March Pakistan Day 2015 Sms
Kyun Aankh Mai Behty Huay Ashkoon Ki Lari Hai, 
Chup Reh Mery Ham Watan Qiyamat Ki Ghari He, 
Hota He Kuch Gumaan Sa Maidaan-E-Hashar Ka, 
Har Aik Musalman Ko Apni Hi Pari Hai, 
Mit Jaye Mera Dais Ye Halaat Bana Kar, 

Atraaf Ki Har Kom Tamashy Pe Khari Hai, 
Phir Surkh Surkh Hai Mery Daryaon Ka Pani, 
Lagta Hai Kaheen Khon Ki Barsaat Pari Hai, 
In Zalimon Ko Jarr Se Mita De Ay Mere RAB, 
Sab Hath Uthao K DUAOON Ki Ghari Hai 
(Request 2 Pray 4 Pakistan)
---------------------
Azad Pakistan K Nalayak Jawano 
Agar Aaj Valentines 
Ya Frndship Day Hota 
To INBOX Full Hota 
Chalo! 
Jaldi Se Utho Or 
Sab Ko Wish Karo. 
HAPPY Pakistan Day…

---------------------
|********** 
|** ( * *** 
|********** 
Khuda Kray K Meri Arz E Pak Pe Utray 
Wo Fasl E Gul, Jisay Andaisha E Zawal Na Ho. 
Ameen! 
Happy Pakistan Day 23rd March.
---------------------
Pakistan Tujhe Salaam 
Roushan Rahey Tera Kalaam 
Raat Aur Din Chamke Tera Naam 
Tujhi Se Hay Subha Meri Tujhi Se Mera Shaym 
Her Waqt Yaad Aati Hay Teri Fizaeean 
Jab Bhi Leta Hai Koi, Pardes Mein Tera Naam 
Pakistan Tujhe Salaam 
wish u 23rd March
---------------------
Aisi Zameen Aur Aasman 
Inkay Siwa Jaana Kahan 
Bhadti Rahay Yeh Roshni 
Chalta Rahay Yeh Karvan 
Dil Dil Pakistan 
Jaan Jaan Pakistan 
Dil Dil Pakistan 
Jaan Jaan Pakistan… 
Happy Pakistan Day
---------------------
I Love Pakistan 
P= Parveen 
A= Asma 
K= Kiran 
I= Iqra 
S= Seher 
T= Tuba 
A= Aalia 
N= Nida 
Pakistan Meri Jan Sab Se Pehle Pakistan 
I Love Pakistan
---------------------
I Love Pakistan 
Pakistan Meri Jaan Ha 
Pakistan Mujh Ko Dil O Jan Sa Piara Ha 
Pakistan Zindabad 
Happy Pakistan day
---------------------
On PAKISTAN DAY May ALLAH Bless Us All With Integrity To Be Proud Of Our Country, 
May We All Understand The True Meaning Of PAKISTAN RESOLUTION Passed On This Day. 
Ameen
---------------------
Ghulami Mai Na Kaam Aati Hain Shamsherain Na Tadberain 
Jo Ho Zouq-e-Yaqen Paida Tu Kat Jati Hain Zanjerain 

(Happy Pakistan Day, Long Live Pakistan)
---------------------
There Are Some Unforgetable Days 
In The History Of Any Nation… 

23rd March 1940 

Is Very Important Day 
On Which 
Quaid Gave A Plateform 
To The Movement Of Pakistan 
And This Is A 
Milestone Of Pakistan’s History… 

So, 

HAPPY 
PAKISTAN DAY
---------------------
Aysi Zameen Or Asman Inke Siwa Jana Kahan…? Barhti Rahe Ye Roshni Chalta Rahe Ye Karwan Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan…. Happy Pakistan Day 2015

---------------------
Pakistan Zindaaa Baaaaad………… Oh My Dearest Country Wish U a Happy & Strong Future 23 March 1940 Pakistan Zinda Baaaad….
---------------------
Others May Have 4gotten
But Never Can I
The Flag Of My Country Furls Very High

Happy Pak Day
No Nation Is Perfect
It
Needs 2 B Made!
Be Proud 2b A Pakistani!!
---------------------
here Are Some Unforgetable Days 
In The History Of Any Nation…

<23rd March 1940>

Is Very Important Day 
On Which 
Quaid Gave A Plateform 
To The Movement Of Pakistan 
And This Is A 
Milestone Of Pakistan’s History…
So,
---------------------
|=--.!.__..-=-.__..-=-.; |=--.!.__..-=-.__..-=-.; |=--.!.__..- (* -=-._; |=--.!.__..-=-.__..-=-.; |=--.!.__..-=-.__..-=-.; | 23RD MARCH AP KO MUBARAK HO
---------------------
Kya Aaj Hm Apny Pakistan Ki Qadr Krty Hein??

Pakistan….
2nd Largest Salt Mine.
5th Largest Gold Mine.
7th Largest Copper Mine.
5th Largest Coal Reserves

Still Begging From IMF?

7th With Nuclear Bomb
6th Largest Army

Still Silent On Drone Attacks?

11th Largest Wheat Producer
12th Largest Rice Producer

Still 40 Percent Hardly Get Food To Eat?

Think…..It…!

Why Is Pakistan Is In Such Position
Do The Leadership Is To  Be Blamed Or ?

Plz Fwd The Msg And Spread Awareness

---------------------
Ye Watan Hamara Hai. . . .

.

.

.

.

.
Tum Ho Khaaa Ma Khaa Is May
HAPPY PAKISTAN DAY
23 MAR 1940

---------------------
1940 main be 23 march aya tha
aur aaj b 23 march aya he

farq sirf itna he
us waqt 1 qaum ko country ki zarorat thi
or aaj 1 country ko 1 qaum ki zaroorat he

happy 23rd march
pakistan day

---------------------

No comments: