25 Oct 2013

Best Muharram Sms

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki
Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki
Sitara Ab B Fajar Ka Udaas Hota Hy
Sunai Deti Hy Ab Bhi Azaan Akber Ki….


---------------------------


Lafzon Mai Kiya Likhun
“SHAHADAT-e-HUSSAIN”
Mohsin…
Qalam Bhi Mera Ro Daita Hay “KARBALA” Ka Manzer Soch Kar.

------------------------

Jisko Arbab-É-Nazar HaQ ka WaLi kehty Han
§ar-ßa-§ar WaQif-É-Israr-JaLi kehty Hain
Jisko Doba Hua §uraj ß PaLat kar Dekhy
Hm Usy Apny AQeedy Me ALI kahty Han

----------------------

Kon kehta hai, K pani ko tarste the “HUSSAIN”,?
Un K honton ko, tarsta raha pyasa pani…
Selaab dekhta hon, tu Aata hai yeh ‘Khyal’,
K pani bhatak raha hai,
“Talash_e_Huseen” men.

---------------------

10 moharm ko chand, sitaray, zamen or janat bani
isi din Firown ghark hua
isi din Hazrat Yosuf(a.s) kunwain se bahir aye
zameen pr pehli barish isi din hui
isi din Hazrat Yaqub(a.s) ki binai lotai gai
isi din Hazrat Yonus(a.s) machli k pait se bahir aye
isi din Hazrat Ibrahim(a.s) or Hazrat Esa(a.s) paida huwe
isi din Hazrat Imam Hussain (A.S) ne shahadt pai

-------------------------

Anjam-e-wafa kya hy Ye s0cha nai krty
Muslim kabi Halaat sy s0da nai krty
Ye Rasm sikhai hy HUSSAIN IBN-ALI ny
Sir Sajdy men h0 t0 teer0n ki Parwah nahi karty.

-------------------------

Hussaniyat k Alam jab b buland hote hen,,
To phir jahan main ruswa yazeed hoty hen,,
Azeem bap ki beti bta gai Mohsin,,
HUSSAIN wale hamesha shaheed hote hain.

---------------------------

“¥e Keh Ker Farishto’n Se
“JANNAT” Main Chala Jao’n Ga,
“HUSSAIN” Ke Qadmo’n Ke
Nishaa’n Dhoond Raha Hoon..”
~ Allama Iqbal ~

-----------------------

Jannat Ki Aarzu Mein
Kahan Ja Rahe Hain Log
Jannat To Karbala Mein
Khareedi HUSSAIN Nai
Dunya-o-Aakhrat Mein
Jo Rehna Ho Chain Sy
Jeena ALI Se Seekho
Marna HUSSAIN Sy

----------------------

Phir aaj haq ke liay Jaan fida kere koi,
Wafa bhi Jhoom uthe yun wafa kere koi,
Namaz 1400 saalon se intezar mein hai,
HUSSAIN ki tarah mujh ko ada kere koi

------------------------

Bayt Ya Sir Yehi Tha Taqaza Yazeed Ka,
Mayus To Hussain ne Usko Bhi na Kya,
Bayt Na Ki Hussain Ne, Sir De Dya Usai,
Is Sar Se To Yazeed Bhi Khali Nahi Gaya

---------------------------------

Sajday Sai Karbala Ko Bandagi Mil Gai,
Sabar Sai Ummat Ko Zindagi Mil Gai,
Ek Chaman FATIMA(S.A) Ka Ujra,
Magr Sarai Islam Ko Zindagi Mil Gai

No comments: